Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Nikamma bhai...is baat main i would like to write down some points in detail...
Amir cheema ne jo step uthaya.. jazbaat main... bayshak wo theek isliye hey k Rasool-e-Pak(peace and salutations b upon him) se Mohabbat hamaray iman ka lazmi hissa hey... aik sher bhi yaad a raha hey mujhe..
Na jab tak cut maroon main khwaja-e-yasrab ki izzat per Khuda shahid k kamil mera imaan ho nahi sakta..
Jese Ghazi Ilm deen shaheed ka waqea hua tha.. hamaray emotions natural hain... lekin.. main ne aik cheez parhi thi kahien... k Ye solution nahi hey... Ye jung jo hamaray khilaaf kheli ja rahi hey, isay hikmat-e-amli se jeeta ja sakta hey...
aor masla ye hey k hamari hikmat-e-almi zero hey...
Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wasi shah ki ye wali book hum janay kitni baar parh chukay hain... Yaad aaon ga aor Aankhain bheeg jati hain, ye dono ghazalain bohat khoobsoorat hain..
Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lots of showbiz personalities are attached to his group.. well if v have confusion.. to ye confusion to duur honi chahiye... what i was thinking k is k personals k baray main jo kuch main ne parha hey, mujhe nahi lagta k wo kisi ne aise e likh diya hey, there must b some reason behind it...
Age: 125
7301 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hum bhi ye e keh saktay hain jo nikamma bhai ne kaha...
i remember when i was in 10th, i played a match inschool doosri ball pe aik shaandaar hit laga k hum run lene dord parday... doosray end pe pohanch k pata chala k hum shaandar tareeqe se catch out ho chukay hain...